10 Benefits of Castor Oil | کیسٹر آئل کے دس فائدے | Castor oil ky 10 faidy
Castor oil ( ارند کا تیل )ke beshumar fawaid mundarja zel hain.


10 Benefits of Castor Oil in Urdu, English and Hindi:
1 – Castor oil wazan kam karne mai bohot mufeed hai.
2 – Castor oil raat ko sote waqt istemal karen baalon ko mazboot karta hai.
3 – Qamar, Haddiyon aur ghutno ke dard ke liye behad mufeed hai.
4 – Palkon aur bhanwaron ko ghane aur mazboot banata hai.
5 – Bache ke pet ke dard aur maide ke dard ke liye ye oil maalish karen.
6 – Castor Oil jild pur kashish aur keel mahase khatam hojate hain.
7 – Besan aur Castor oil ka mask banakar istemal karen chehre ki jharriyan khtam hojaegi.
8 – Is ke istemal se qabz door hota hai aur motapa kam hota hai aur body shape mai ati hai.
9 – Neem garam castor oil ki maalish ganj pan door hojata hai.
10 – 2 moo ke baalon ke maalish karne se baal theek hojate hain.


Turkish Series English Urdu Subtilties | History Daily Update | Islamic Articles And Interesting Facts….